List Headline Image
Updated by pankaj kumar on Nov 21, 2018
 REPORT
pankaj kumar pankaj kumar
Owner
13 items   3 followers   7 votes   60 views

start blog as a bussiness

my name is pankaj kumar maurya and i am a blogger and i daily publish article on own blog and my articles is based on technology, i hope you will be love our articles

Successful blogger kaise bane how to become a successful blogger ? - Paisapro.blogspot.com

Successful blogger kaise bane aap definetly ek successful blogger ban sakte hain but aapko acchi mehnat karni padegi kyunki bina mehnat ke kuch nahi milta hai aur main aapko kuch aise ke points ke bare me bata raha hoon jo shayd aapke blogging ke future ke liye bahut faydemand sabit ho successful blogger kaise bane sabse pahle toh aap blogging ke liye apna plateform select kare yani wordpress kyunki blogspot par success nahi mil sakti

Google adsense par apna account kaise banaye full jankari - Paisapro.blogspot.com

Adsense account kaise banaye koi bhi apna adsense account bana sakta hai but iske liye aapke paas youtube channel ya phir blog hona jaruri hai kyunki iske ads dikhane ke yahi do options hain jinse aap paise kama sakate hain ispar account banane ke liye adsense.com par jaye aur sign up par click kare aur apne email id se login kare adsense par apna account kaise banaye

Video banakar youtube se paise kaise kamaye in hindi - Paisapro.blogspot.com

Youtube se paise kaise kamaye hame youtube se paise kamane ke apana ek channel banana hota hai jo ki bahut hi easy hai bilkul ek normal account ki tarah apna channel bana sakate hain aur hame apne youtube channel ke liye video banana hota hai air youtube par upload karke monetize karna hota hai youtube se paise kaise kamaye aur hame apna ek adsense account bhi banana hota hai jo ki hamare youtube channel se jud jata hai

Blog posts ko seo friendly banana bahut jaruri hota hai kyunki ek seo friedly article 10 seo unfriendly posts se jyada better hota hai isliye 2 article ke bajay sirf ek seo ready article likhiye toh aapko jyada fayda mil sakata hai, hum aapko yaha kuch aisi hi tips denge jo aapke blog post ko seo friendly banane me aapki help karenge .

Blog posts ko seo friendly banane se hame oragnic traffic toh milne hi lagta hai aur sath me hame kayi aur fayde hote hain, ek toh readers hamare blog par jyada time rukte hain hamare blog ke bare me jyada se jyada janna chahte hain yani ki hamare blog par aane wale lagbhag 50 - 70 % log hamare blog ke regular reader ban jate hain .

Ek blogger ko apna blog successful banane ke liye bahut jankariyon ki jarurat padti hai tabhi uska blog grow kar sakata hai jisme bahut chije aa jati hain lekin aaj hum bat karne wale hain backlink ke bare me joki seo ka ek bahut jaruri part hai .

Hum aapko seo ke kayi important fact ke bare me already hi bata chuke hain jo ki aapko apne blog ko grow karne me help karenge jaise ki abhi hamne kuch hi din pahle keyword ke bare me bataya .

Waise toh hame seo ke sabhi matters par hame focous karna hota hai but aaj hum bat karenge sirf backlink ke bare me yani ki backlink kya hai aur apne blog ke liye backlink kaise banaye .

Amazon affiliate marketing / program kya hai isse paise kaise kamaye - Paisapro.blogspot.com

Amazon affiliate market kya hai isse paise kaise kamaye hum amazon affiliate market ka use karke apni paise ki kamayi kafi badha sakate hain lekin yadi aapke blog par bahut kam traffic hai yoh affiliate market se aap paise nahi kama payenge, affiliate market se paise kamana chahate hain toh aapke blog par daily kam se kam 500-1000 orgnaic traffic hona jaruri hai amazon affiliate market kya hai isse paise kaise kamaye full jankari in hindi

Domain kya hai aur blog me domain ka kya use hai - Paisapro.blogspot.com

Domain name kya hai aap internet use karte hain toh definetly aapko websites ke bare me toh pata hi hoga jaise ki google.c fb.com etc ye bahut badi websites hain aur google.com ka system bahut bada hai aur us system ko name diya gaya hai google.com is name ko hi domain kaha jata hai alag alag website ke alag alag domain hote hain jaise ki hamare aapke names hote hain .

Blog ko google yahoo yandex search engine webmaster tool me kaise submit kare - Paisapro.blogspot.com

Blog ko google yahoo aur yandex search engine me kaise submit kare hame hamare blog se tab tak kuch benefit nahi milega jab tak ki woh search engine me nahi hoga kyunki mostly blogs ka traffic source search engine hi hota hai aur google worldwide no. 1 search engine hai hamare blog ko giogle se bahut traffic mil sakata hai blog ko google yahoo aur yandex search engine me kaise submit kare

Adsense se jyada earning ke liye cpc kaise badhaye how to cpc - Paisapro.blogspot.com

Adsense ki cpc kaise badhaye aap sirf kuch process follow karke apni adsense cpc ko kafi had tak badha sakte hain aur jyada paise kama sakate hain aur isi method se meri cpc bhi badhi i hope ye aapki bhi adsense cpc badhane me help karega adsense cpc kaise badaye sabse pahle toh yadi aap ek beginner hain toh aap adsense auto ads try kar sakte hain

Youtube channel ka name kya rakhe kaise choose kare ek perfect name - Paisapro.blogspot.com

Youtube channel ka name kya rakhe youtube channel ko ek perfect name dene se hame bahut fayda ho sakta hai hamara youtube channel bahut teji se grow ho sakta hai aur viees aur subscribers bahut teji se badh sakte hain jisse bahut jaldi dhero paise kama sakte hain apne youtube channel ka name kya rakhe yadi aapke paad koi blog hai toh aapko apne blog ke domain ka name apne channel ke liye select karna chahiye

Sucessful youtuber kaise bane ? How to become a successful youtuber ? - Paisapro.blogspot.com

Successful youtuber kaise bane koi bhi apni himmat aur mehnat ke dum par ek successful youtuber ban sakta hai bus jarurat hai acchi mehnat karne ki kyunki hamari mehnat se hi hame acche results milte hain lekin maximum begginer youtuber utni acchi mehnat nahi karte hain bus unhe jaldi income ki padi rahti hai successful youtuber kaise bane

Youtube channel par views aur subscriber kaise badhaye - Paisapro.blogspot.com

Youtube channel par views aur subscriber kaise badhaye hame apne youtube channel par views aur subscriber badhane ka prayash starting me hi start kar dena chahiye taki hame kam se kam time me success mil sake aur aapko kuch aisi tips ki jarurat hai jo aapke channel ko grow karne me help kare aur hum aapke liye kuch aise hi ideas lekar aaye hain jo ki is work me aapki bahut help karenge youtube channel par views aur subscribers kaise badhaye .

Xml sitemap kaise banaye aur sitemap ko google me kaise submit kare - Paisapro.blogspot.com

Apne blog ke liye xml sitemap kaise banaye jate hain, hum aapko blog ke liye do xml sitemap banane ke bare me batayenge aur aap un dono sitemaps ko google me submit kar sakate hain, sitemap me hamare blog ke sabhi links poore detail ke sath index rahte hain aur unse google hamare links ko read karta hai xml sitemap kaise banaye sabse pahle aapko sitemap generator site par jana hai